Mujhe roz o shab ki kitaab main Koi aisa harf na mil saka
Jisey misl e gul ka khitaab doon Jisey chandni ki si taab doon
Jisey dhoond kar Jisey khooj kar Rukh e Aasmaan pe saja bhi doon
Mere khoon e dil ki nigarshen Meri rooh tak k fishaar bhi
Yaha ilm o fun ki dukaan per Bray sastay damoun se bik gaye
Mujhe toor k Mujhe phoor k Mere doustoon ne jala diya
Rah e zindagi k ghubaar main Meri raakh tak ko ura diya
Mujhe phir bhi koi gila nahi Jo mila nahi So mila nahi......!!!!
****Bharosa toot janay se zara pahlay bata daina
Mujhay tum azmanay se zara pahlay bata daina
Kisi heelay bahanay se zara pahlay bata daina
K mujh ko tum bholanay se zara pahlay bata daina
Zamin ke rait pe tum ne mohabbat se likhi thi jo
Woh tahrerain mitanay se zara pahlay bata daina****
Larka
Sang-e-Mar mar say tarasha howa yeh shokh badan
Itna dilkash hay keh apnanay ko je chahta hay
Surkh honton men thirakti hay woh rangeen sharaab
Jiss ko pee pee ke behk janay ko je chahta hay
Tum say kiya rishta hay kab say hay malum nahin
Lekin is husn pe mar janay ko je chahta hay
Larki
Bekhabbar soey hen woh loot k neendain meri
Jazba-e-dil pe taras kahanay ko Jee chahta hay
Kab say khamosh ho aey jana e jahan kuch bolo
Kiya abhi aur sitam dhanay ko jee chahta hay
Apnay hathon say sanwara hay tumhen qudrat nay
Dekh kar dekhtay reh janay ko jee chahta hay
Noor hi Noor jhalkta hay haseen chehray say
Bas yahin sajday men gir janay ko jee chahta hay
Juda ho k tum say kahan chain milay ga ham ko
Yahen jeenay yahen mar janay ko jee chahta hay
mere daman ko koi aur na choo paiy ga
tmhain cho kar ye qasam khanay ko jee chahta haiSuno A Chaand Si larki

.......
Wo ak Larki
Gulab chehry pe muskarahat
Chamakti aankhon mein shokh jazbey
Wo jab bhi college ki seerihoon se
...Saheliion ko liye utarti
to aesa lagta tha jaese Dil mein utar rahi ho
Kuch us tariqey se baat karti thi jaese dunya
Usi ki aankhon se dekhti ho
Wo apne raste mein Dil bichati hui nigaahon se Hans k kehti
tumhare jaese bohat se larkon se Main Ye baaten
Bohat se barson se Sun rahi hon
Wo sahilon ki Hawa si larki
jo raah chalti to aesa lagta tha jaese Dil mein utar rahi ho
Wo kal mili to iss trah thi
k jaese chaandi pighal rahi ho
magr jo booli to us k lehje mein wo thakan thi
k jaese sadiiyon se dasht e zulmat mein chal rahi ho.
*************
Ek Tmana Hai Faqt Mujh Pe Mehrban Raho♥
Tum kisi Aur Ko Dekho To Bura Lgta Hai,
Meri Chaht Ka Taqaza Hai Mere Sath Raho♥
Ghair Ka Hath Jo Thamo To Bura Lagta Hai,
...
Arzo Hai Tere Har Roop Ko Har Pal Dekhon♥
Tum Mere Paas Se Utho To Bura Lagta Hai,
Roz O Shab Aaj Bhi Parwah Hai Tumhari Mujh ko♥
Tum Kisi Aur Ko Socho To Bura Lagta Hai,
Ye Meri Rooh Tarasti Hai Tmhari Khushbo Ko
Tum Kahein Aur Jo Mehko To Bura Lagta Hai♥
****************************************
Ek Din Uske Har Sawal Ka Jawab Tha Main,
Kabhi Wo Meri Sehzadi Or Uska Nawab Tha Main,
Aaj Sabhi Khat Faad Dale Usne Mere Samne,
Or Bataya Uski Nazron Mein Kitna Kharab Tha Main.
******************************************************
Niya Drad Ek Aur Dil Main Jaga Kar Chala Giya
Kal Pher Woh Mere Shaher Main Aakar Chala Giya,
Jise Dhoondti Rahi Main Logo Ki Bheer Main
Mujh Se Woh Apna Aap Chupa Kar Chala Giya,
Main Uski Khamoshi Ka Sabab Poochti Rahi
Woh Qaisay Edhar Udhar k Suna Kar Chala Giya,
Yeh Sochti Hoon Kayse Bholaaongi Ab usay
Ek Shaks Woh Jo Mujhko Bhula Kar Chala Giya.
*******************************************

Mohabbat Humsafar Meri......
Wohi Be'Simt Sa Rasta, Mohabbat Hamsafar Meri
Sarabon Ka Wohi Dhoka, Mohabbat Hamsafar Meri
...Ghubaar-e-Raah Bhi Kuch Duur Tak He Sath Cahlta Hai
Wohi Ek Main, Wohi Tanha Mohabbat Hamsafar Meri
......
Ye Lamhon Ki Nahi Hai Ye To Sadyon Ki Musaafat Hai
Kisi Ki Yaad Ka Sehra Mohabbat Hamsafar Meri
Koi Kashti Nahi Hai Jo Humain Uss Paar Le Jaye
Bhanwar, Biphra Hua Darya, Mohabbat Hamsafar Meri
Wohi Her Waqt Sochon Per Kisi Ki Yaad Ka Pehra
Wohi Din Raat Ka Jalna Mohabbat Hamsafar Meri
Yahan Had-e-Nazar Tak Bus Andheray He Anheray Hain
Na Wo Jugno, Na Wo Taara, Mohabbat Hamsafar Meri....
******************************************************Wohi Be'Simt Sa Rasta, Mohabbat Hamsafar Meri
Sarabon Ka Wohi Dhoka, Mohabbat Hamsafar Meri
...Ghubaar-e-Raah Bhi Kuch Duur Tak He Sath Cahlta Hai
Wohi Ek Main, Wohi Tanha Mohabbat Hamsafar Meri
......
Ye Lamhon Ki Nahi Hai Ye To Sadyon Ki Musaafat Hai
Kisi Ki Yaad Ka Sehra Mohabbat Hamsafar Meri
Koi Kashti Nahi Hai Jo Humain Uss Paar Le Jaye
Bhanwar, Biphra Hua Darya, Mohabbat Hamsafar Meri
Wohi Her Waqt Sochon Per Kisi Ki Yaad Ka Pehra
Wohi Din Raat Ka Jalna Mohabbat Hamsafar Meri
Yahan Had-e-Nazar Tak Bus Andheray He Anheray Hain
Na Wo Jugno, Na Wo Taara, Mohabbat Hamsafar Meri....
Ek Din Uske Har Sawal Ka Jawab Tha Main,
Kabhi Wo Meri Sehzadi Or Uska Nawab Tha Main,
Aaj Sabhi Khat Faad Dale Usne Mere Samne,
Or Bataya Uski Nazron Mein Kitna Kharab Tha Main.
******************************************************
Niya Drad Ek Aur Dil Main Jaga Kar Chala Giya
Kal Pher Woh Mere Shaher Main Aakar Chala Giya,
Jise Dhoondti Rahi Main Logo Ki Bheer Main
Mujh Se Woh Apna Aap Chupa Kar Chala Giya,
Main Uski Khamoshi Ka Sabab Poochti Rahi
Woh Qaisay Edhar Udhar k Suna Kar Chala Giya,
Yeh Sochti Hoon Kayse Bholaaongi Ab usay
Ek Shaks Woh Jo Mujhko Bhula Kar Chala Giya.
*******************************************
Aadat Hi Bana Li Hai Is Sheher k Logon Nay
Andaaz badal lena,awaaz badal lena
Dunia ki muhabbat main atwaar badal lena
Mosaum jo naya aaye raftaar badal lena
...
Agyaar wohi rakhna aehbaab badal lena
Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay
Rasty main agar milna nazron ko jhooka lena
Awaaz agar do to katra k nikal jana
Har ek say juda rehna har ek say khafa rehna Har ek ka gila karna
Jaty hoye raahi ko manzil ka pata day kar rasty main rula dena
Aadat hi bana li hai es sheher k logon nay.
parveen shakir

********************************
*****************************
jis din tum ko shaam sataye,
sard hawa dil na behlaye,
jis shab so na pao tum,
bechani kuch barh si jae,
ankh zara c num ho,
...to samajh lena,
tumhain bukhar hai...!lol
sard hawa dil na behlaye,
jis shab so na pao tum,
bechani kuch barh si jae,
ankh zara c num ho,
...to samajh lena,
tumhain bukhar hai...!lol
******************************
No comments:
Post a Comment